Thursday, 5 February 2015

Kabhi Dekh Zara

Kabhi dekh zara apne gumaan ko "insaan" tu,
bahut si galatfehmiyo'n ki mehfil hongi aur tu us shaam,
badrang aansoo to ik bahana hai ibadat me muafi ka,
asal mazhab to tujhse hai teri imaandari ka..

Khalish se ranjish aur fir har pal ghut-ghut ke jeene me taqleef,
kuch aisa kar ke harf tere nikle aur nazm ban jaye,
masoomiyat na sahi magar "matlab" se door chala jaye,
le zara tu ek qadam us raah par ki tere sath qafila jud jaye..

No comments:

Post a Comment